07/10/2026
Client revisions ka asli fuel: 1 Kachori, 2 Samosay. 😭
“Bas ek choti si change hai…” se shuru hota hai, phir:
Can we make a few changes?
Short video version bhi?
Concept dobara?
Aur phir finally… “Perfect, moving this to final.” 😂
Creative work mein patience bhi chahiye, skills bhi… aur snacks bhi. 🥟☕
Tag that designer/developer jo client feedback ke saath apna lunch bhi finish kar leta hai. 👀