28/09/2026
Agar aapke paas kaam hai, to shukar karein… ❤️
Kaam ki thakan se pareshan mat ho, kyun ke khaali baithne ki pareshani aur bechaini se ye thakan kahin behtar hai.
Yaad rakhein, Allah kisi par uski taqat se zyada bojh nahi daalta. Jo bojh aapke kandhon par hai, shayad aap usay uthana jaante hain. 🤲
Mehnat se thak jao, lekin mehnat se haaro mat. ❤️