28/05/2026
🌙✨ Eid ul Adha Mubarak from Awan Studio! ✨🌙
Qurbani sirf jaanwar ki nahi…
Apni ana, gussa aur nafrat ko bhi Allah ki raza ke liye qurban karne ka naam hai. ❤️
Iss mubarak mauqe par Allah Pak aapki har dua qubool kare,
ghar me barkat, rizq me izafa aur zindagi me sukoon ata farmaye. 🤲🐐
Team Awan Studio ki taraf se
aap sab ko Eid ul Adha ki dher sari mubarakbad! 🌸