10/05/2026
Mother's Day !!!!
Maa kiya Hai???
Maa sirf ek rishta nahi…
hamari pehli duniya hoti hai ❤️
Bachpan mein jab hum kamzor the,
tab maa ne hume sambhala…
Aur aaj jab maa kamzor ho rahi hai,
toh kya sirf ek din wish kar dena kaafi hai?
Mother’s Day sirf post, flowers aur gifts ka naam nahi…
balki maa ko har din waqt, izzat aur mohabbat dene ka ehsaas hai 💯
Aaj apni maa ko sirf ‘Happy Mother’s Day’ mat bolo…
unke paas baitho, baat karo, aur unhe mehsoos karao ki woh aaj bhi hamari sabse badi zarurat hain ❤️
🌷 Happy Mother’s Day 🌷
— MobCare World